Roze ki niyat - kya roze ke liye niyat jaruri hai?

kya roze ke niyat ke liye koi dua hai,agar hai to konsi hai?

Roze ki niyat ko arabi me “niyyah” kehte hain. Roze ki niyat,kaha jaata hai ke insan ko Allah ki ibadat aur Rasoolullah صلى الله عليه وسلم ki sunnat ke mutabiq roza rakhna hai. Yeh niyat dil se ki jaati hai aur zubaan se kehna zaroori nahi hai, lekin agar koi shak ho to zubaan se keh dena behtar hai. Niyat me yeh zaroori hai ke insan ko maloom ho ke who kyun roza rakh raha hai aur kis maqsad ke liye.

roza kholne ki dua 1

Related Articles:

ramzan ke roze ki niyat?

niyat dil ke irade ka naam hai iske liye zabaan se kahena jaruri nahi hai agar koi insaan roze ki niyat dua se karna jaruri samajhta hai toh vo bilkul galat hai.

roza kholne ki dua 3

Kya roza rakhne ke liya koi dua hai ?

Roza rakhne ke liya niyat zaroori hai agar kisi insan ko roza rakhna hai toh niyat zaroori hai . Par kya niyat karne ke liya koi dua padhi jati hai ? Nahi aisi koi dua nahi joh suhoor mein roza rakhne ka liya padhi jati hai . Kisi bhi hadis mein kisi bhi is tarha ki dua ka zikr nahi hai . Roza rakhne ke liya sirf dil ki niyat kafi hai .