Roze kya hai? - roze ki kya ahemiyat hai?

Roza kya hai

Islam me har saal ek mahine aisa hota hai isme aapko allah ki ibadat karni hoti hai.Is mahine ko ramzan kahete hai. Ramzan me roze hote hai jisme apko subha se leke leke sham tak kuch khana ya pani ni padhta hai .Isme jo bhukha rahete hai vo sirf allah ke liye rahete hai.Allah ne kaha hai ke roze sirf mere liye hi hai.

roza kholne ki dua 1

Related Articles:

Islam me roze ki ahemiyat hai?

Islam me ramzan ke rozo ka khas mukam hai. Ramzan me 30 roze hote hai ramzan har sal me ek bar aata hai ramzan har musalman ke liye bahot ahemiyat rakh te hai ye mahina sab se Pak mahina hota hai. Allah ne har tandrust mard our aurat par farz Kiya Gaya hai . Ramazan ke dinome ki gai Allah ki ibadat ka badla Allah ek ke badle 70 de ta hai.

roza kholne ki dua 3

Yani agar tum ek neki karonge to tumhe satter neki karneka savab milenga. Sathi agar ek bar Allah ki ibadat karonge to satter bar ibadat karneka savab milenga. Kul milakar baat ye hai ki Allah apne bando par ramzan ke dinome thode se acche Kam kar lene par bhi jayada savab dene ka vada kar Raha hai. Lekin uski shart ki logo ko acche kaam aur uski ibadat karne par yeh savab diya jaega. Iska matlab ye hai ki Allah chahta hai ki uska Banda is tarha zindagi me bhi vah sahi raste par chale

Vahi ulemao ka kahena hai ki ramzan ko nekiyo ka mahina our barkat ka mahina bhi kaha jata hai . Aur musalman apni-apni haisiyat ke mutabik ramzan ke Pak mhine me garibo aur zarurat mando ko jakat ,sadka,fitra,khairat, garibo ki madad,dos ahebaba me zarurat mand hai unki madad karna zaruri hai vaise to din me pach vakt ki namaz padhna har musalman par farz hai.

lekin in namazo ke alawa ramzan ki raato me ek khas namaz padhi jati hai jise taravih kahete hai is me 20 rakat hoti hai jo bahut jaruri hai.